Dosto aaj ki is post mein aapko batane wala hun Instagram reels video editing ke bare mein agar aap reels chalate ho to ye fir aa gaya kgf dialogue reels video to Dekhi Hogi Jo ye video hai abhi ke time mein reels per kafi viral ho rahi hai agar aap video banate ho aur reels per upload karte ho to aapki video reels Mein viral hone wali Hai is post mein aapko Sab Kuchh Bata Rakha Hai last Tak padhna hoga
1 Step : video edit karne ke liye aapko VN app download karna hoga or 1 video,music neche aapko link mil jayega
2 Step :app download karne ke bad appko VN app open karna hai fir aapko plus i can par click karna or fir aapko new project par click karna hai aap ke video or photo dikhaye jayenge aapne 1 video select karni hai jo aap ne download kari hai
3 Step : Video add Ho Jaane ke bad aapne ek video ya photo add kar deni hai aapane apni Khud ki Agar aapke pass video hai to aap video add kar sakte ho yaa photo To Ham video add Karte Hain video add karne ke liye ye video ko move karna hai last mein Main Plus ka option Karega click karna hai aapane apni ek video add kar leni hai
4 Step : Videos adjust ho Jaane ke bad ab sound add karna hai sound add karne ke liye site mein sound ka ka option show Karega click karna hai aur aapane yahan se video mein se sound extract kar lena hai
5 Step : Video edit hone ke bad aapko video mein ek transition add karna hai transition add karne ke liye dono video ke bich Mein 1 plus i can ka show Karega click karna hai aur kuchh translation so Karenge aapane black transition add kar lena hai Aur ab Hamari jo Khud ki video hi usmein Effcect add karna hai effect add karne ke liye niche Fx ka option hoga click karke aapne ek effect kar lena hai
Aur aap is tarike se Instagram ye fir aa gaya kgf dialogue reels video edit kar sakte ho Agar aapko iss ka tutorial chahie to aap YouTube per Tech Lokesh search karke Video dekh sakte ho