Dosto iss post mai btane wala hu instagram reels video editing ke bare mai agar aap instagram reel use karte hai to aap ne ek hi janam me de di sari khushiya reel video to dekhi hogi agar aap iss tarah ki video bna kar reels par dalte hai to aapki video reels par viral hone wali iss post mai aapko sab kuch bta rakha hai hai kaise video edit karti material download karna hai post last tak padhana hoga
1 Step : video edit karne ke liye aapko VN app download karna hoga or sky video , lyrics video neche aapko link mil jayega
2 Step :app download karne ke bad appko VN app open karna hai fir aapko plus i can par click karna or fir aapko new project par click karna hai aap ke video or photo dikhaye jayenge aapne 1 video select karni hai
3 Step : Or ab sky mai birds add karna hai birds add karne ke liye sabse pehle video ko first move karna hai or site mai photos ka option hoga aapne click karke birds video add kar leni hai or ab birds video ko sky mai adjust karna hai video ko adjust karne ke liye aapko video ka size sky ke anusar adjust kar lena hai ushne bad niche ke site kuch option dikhai de jayenge aapko move kar lena hai or last mai mask option sho karega aapko click karna hai fir linear par click karna hai or yha se birsd video ko sky mai adjust kar lena hai
4 Step :birds video adjust hone ke bad aapko birds video par click karna hai or niche kuch option sho karinge aapko blending par click karna hai fir multiply select karna hai or ab video ko apne mobile mai seve kar lena hai video seve karne ke liye upar export par click karna hai aapne iss tarah se video seve kar leni hai
5 Step : video seve hone ke bad aapko fir vn aap open karna hai or ek lyrics black screen video add kar leni hai site mai photos ka option hoga open karke add lyrics video add kar leni hai
DOWNLOAD
6 Step : fir aapko 1 video or add karni hai jo hamne abhi birds video edit kari us video ko add karna hai video add hone ke bad ab music add karna hai music add karne ke liye site hai mai music hai option hoga open karke music add kar lena hai
7 Step : or ab video mai effect add karna hai jo hmari dusri video hai click karna hai or niche option sho karega fx click karna hai yha se aapko slide right effect add kar lena hai or aap iss tarah se reels ki trending video edit kar sakte ho