Hello dosto aaj Ki is post main aapko batane wala hu Instagram reels viral video editing ke bare mein agar aap instagram par video bnate hai aap ne golf shot reels to dekhi hoge agar golf shot video bnate hai to aapki video mein achha khasha response Aane Wala Hai is post mein aapko Sab Kuchh bata raha hai last Tak padhna hoga
1 step : video edit karne ke liye aapko 2 app download karne hunge jinka name VPN APP or CAPCUT APP hai or 1 video
2 step :apps download hone ke bad aapko vpn connect karna hoga jisse hmara capcut aap open hoga
3 step : vpn connect hone ke bad aapko capcut app open karna hai aapke Samne new project ka option so Karega click karna hai aur aapane ek video select kar leni hai jo video aapane download kar rakhi hai
4 step :Video add hone ke bad aapko sabse pahle video ki Laya first move kar leni hai Fir aapko video play karni Hai play karne ke bad aapne 3 sec per video Roke leni hai hai aur yaha se video mein ek cut add karna hai video mein cut add karne ke liye video par click karna hai or niche ek option so Karega spilit click karana hai aapane iss tarah Video mai cut karna haifir aapko video play karni hai aur 4 second per video Ruk leni hai aur Yahan per ek cut aur karna hai FIR aapko video play karni hai aur ek cut aapko 5 sec se pehle karana jaha par music beats aayega waha par cut karna hai aur jo faltu cut Hui video hai use delete kar rahe hain
5 step : video cut hone ke bad ab photos add karne hai hme yha par 2 photo add karne hai 1 photo first cut mai add karna hai or 1 photo last mai photo add karne ke liye last mai puls ka option hoga click karna hai aap ke photo so karinge aapne 2 photo add kar lene hai fir photos video mai adjust kar lena hai
6 step : photos adjust hone ke bad ab video mai music add karna hai music add karne ke liye niche music ka option hoga click karna hai or aapne music video selete karni hai or music ko extract kar lena hai aapne iss tarah se video mai music add kar lena hai
DOWNLAOD NOW
7 step :music add hone ke bad ab photos mai effect add krana hai effect add karne ke liye aapko photo par click karna hai niche slyle ka option so karega click kaena hai aapne samne kuch effect so kringe aapne 3 zoom pro effect photo mai add kar lena hai appne iss tarah se dusri photo mai iss effect ko add kar lena
or iss tarah se golf shot reels video bna sakte hai