Dosto aaj ki is post mein aapko batane wala hun Instagram reels video editing ke bare mein agar aap instagram reels chalate ho to aapane news paper reels video to Dekhi Hogi Jo ye video hai abhi ke time mein reels per kafi viral ho rahi hai agar aap video banate ho aur reels per upload karte ho to aapki video reels Mein viral hone wali Hai is post mein aapko Sab Kuchh Bata Rakha Hai last Tak padhna hoga
1 Step : video edit karne ke liye aapko 2 apps download karna honge vn editer aap , photo funia app or 1 video,music neche aapko link mil jayega
2 Step : app download karne ke bad appko sabse pehle photo funia apps open karna hai or iss app se aapne news paper photo bana leni hai
3 Step : News paper photo edit hone ke bad ab vn application open karni hai open hone ke bad aapke Samne plus ka option so Karega click karna hai aur aap ki gallery open ho jayegi aapane Jo news paper ki photo banaa rakhi hai uss photo Ko add kar lena hai add hone ke bad aapane photo ki length lambi kar leni hai
3 Step : Photo add ho jane ke bad ab music add Karna Hai music add karne ke liye side mein sound ka ka option show Karega click kar lena hai hai aur aapane yahan se video mein se sound extract kar le
5 Step : music add hone ke bad aapko Ek photo add karni hai hai jo aapane newspaper mein add Kari Thi uss photo ko add kar raha hai uske bad Jo newspaper wali photo hai ussse fir add karna hai Aapane Total 3 photo add karna hai hai aur jo photo hai unki length sound ke hisab se set kar lena hai
5 Step : Photo aur music set Ho Jaane ke bad aap photos Mein effect add kar raha hai Jo hamari fast photo hai usmein zoom karna hai photo per click kar raha hai aur aapane screen Mein zoom kar raha hai aur photo mein zoom ho jaega aapane ise tarike se sabhi photo mein zoom kar lena hai uske bad Jo hamari first photo hai click karna hai aur niche Kuchh option so Karenge aapko move kar lena hai aur last mein ek option show karega zoom click kar lena hai aur kuchh zoom effect show Karenge aapane zoom in ya zoom out effect photo mein add kar lena hai aapane jitni photo add kar rakhi hai
6 Step :Zoom effect add hone ke baad ab photo map transition or effect add karne Jo hamari first photo hai click karna hai aur niche Ek option so karega FX click kar lena hai aur kuchh effects So Karenge aapane flash effect add kar lena hai uske bad ab photo mein transition add karna hai transition add karne ke liye 2 photo ke bich mein Plus option Dikh Raha Hoga click kar lena hai aur kuchh transition so Karenge aapane white transition add kar lena hai isi Tarah Se aapane sabhi photo mein white transition add kar lena hai or iss tarah se video edit kar leni hai
Agar aap tutorial dekhna chahte hai to Youtube par TECH LOKESH search kar sakte ho