Hello dosto aaj ki is post mein bnane wala hu reels viral moon video editing ke bare mein kaise aap sky mai moon add kar sakte ho is post main aapko reels viral moon video editing ke bare mein bataya hai agar aap moon sky video editing video Banakar reels per upload Karte Hain To aapki video mein Achcha Khasa response Aane Wala Hai To is post mein aapko Sab Kuchh Bata Rakha Hai last Tak padhna hoga
1 Step : video edit karne ke liye aapko VN app download karna hoga or moon video neche aapko link mil jayega
2 Step : App download karne ke bad appko VN app open karna hai fir aapko plus i can par click karna or fir aapko new project open karna hai aap ke video or photo dikhaye jayenge aapne 1 video select karni hai
3 Step : Or ab sky mai moon video add karna hai video add karne ke liye sabse pehle video ko first move karna hai or site mai photos ka option hoga aapne click karke moon video add kar leni hai or ab moon video ko sky mai adjust karna hai video ko adjust karne ke liye aapko video ka size sky mai adjust kar lena hai uske bad niche ke site kuch option dikhai de jayenge aapko move kar lena hai or last mai mask option so karega aapko click karna hai fir linear par 2 bar click karna hai or yha se moon video ko Background mai adjust kar lena hai
4 Step : Moon video adjust hone ke bad ab video mai colour grading karni hai colour grading karne ke liye video ki layer par click karna hai or nich filter ka option hoga open karna hai bhohut sare filter show karinge aapne adjust par click karna hai or yha se aapko temperature ko kam karna hai apne video ko dekh kar or saturation ko bhi kam kar lena hai brightness ko bhi or contrast ko plus kar lena hai aapne video ko dekh kar colour grading karna hai
5 Step : Or ab video mai music add karna music add karne ke liye site mai music ka option hoga open karke music video add kar leni hai
Aur aap is tarike se Instagram reels viral moon video edit kar sakte ho Agar aapko iss ka tutorial chahie to aap YouTube per Tech Lokesh search karke Video dekh sakte ho