Hello dosto aaj ki is post main aapko sikhane wala hun ki aap 15 august status video Kaise banaa sakte ho Apne smartphone se agar aap 15 august status video banana chahte hai to aapko Ek application download Karni Hogi Jiska Naam Hai kinemaster Aap is App Ki madad se apni 15 august status video bahut hi Aasan tarike se bana sakte ho is post main aapko Sab Kuchh Bata Rakha Hai last Tak padhna hoga
1 step: 15 august status video edit karne ke liye aapko Ek application download karni Hogi iska naam hai kinemaster iss application ko Google Play Store se free mein download kar sakte ho Aur kuchh effect videos PNG unhen bhi download kar lena hai niche link mil jayega
2 step: Material download hone ke bad aapko kinemaster application open karni hai open hone ke bad aapke Samne normal Sa interface show Karega aapane plus lekin par click kar raha hai aur aapke Samne Kuchh size Show karinge aapane 9.16 is a frame ko select kar raha hai aur aap ki gallery open ho jayegi aapane 1 background add kar lena hai
3 step: Background add Ho Jaane ke bad aap ko background ki length khich kar lammbi kar leni hai aur ab 1 photo add karni hai jiska background remove ho photo add ho jane ke bad photo ko background mai adjust kar lena hai
4 step: Aur ab Hame PNG aur effect videos add karni hai to Hame sabse pahle PNG add karni hai PNG add karne ke liye site mein option show kar raha hai layer click raha hai FIR aapko media per click kar raha hai gallery open ho jayegi aapane Jo green PNG download kar rakhi hai usee select karna hai select hone ke bad Jo PNG Hai uski length lambi kar leni hai aur png ka size screen adjust kar lena hai
5 step: Png add ho jane ke bad ab effect videos add karni hai effect videos add karne ke liye site mein option show kar raha hai layer click raha hai FIR aapko media per click kar raha hai gallery open ho jayegi aapane ek ek kar sabhi effect video add karni hai jese ki ek effect add karni hai effect video ka size full karke effect video par click click karna hai side Mein Kuchh option show Karenge niche chale jana hai fIr blending per click karna hai aur aapane yahan se screen ya Lighten select karna hai appne iss tarah ye sabhi efffect video ka black effect hatana hai usske bad last mai 15 august png add kar leni hai
Aur aap iss tarike se 15 august video edit kar sakte ho Agar aapko iss ka tutorial chahie to aap YouTube per Tech Lokesh search karke Video dekh sakte ho