ganesh chaturthi video editing | instagram reels sky ganesh photo video editing | reels new trend

Hello dosto aaj ki is post mein bnane wala hu reels viral ganesh chaturthi video editing ke bare mein agar aap Instagram reels use karte  ho to appne ganesh chaturthi video to dekhi hogi agar aap ganesh chaturthi video Banakar reels per upload Karte Hain To aapki video mein Achcha Khasa response Aane Wala Hai To is post mein aapko Sab Kuchh Bata Rakha Hai last Tak padhna hoga

Join Telegram

1 step : Video edit karne ke liye aap ko 2 app download karne hunge jinka name VPN APP or CAPCUT App

apps
apps

2 step :Apps download karne ke bad 1 video download karni hogi jisse video edit karenge video download karne ke liye aapko niche link mil jayega waha se aap download kar sakte ho

3 step :Video edit karne se pehle aap ko vpn connect kar lena hai or fir capcut app open karna hai

4 step : Capcut app open hone ke bad aapko sabse pehle 1 video add karni hai jisske backgrund mai sky ho video add karne ke liye appko plus icon par click karna hai or aapke video photos so karenge appne 1 video select karke add kar lani hai

5 step : Or ab sky mai ganesh jii ki video add karna hai video add  karne ke liye hame sabse pehle ovelay par click karna hai niche option mil jayeha overlay option open ho jane ke bad aapne ganesh jii ki video add kar lani hai video add ho jane ke bad video ko sky mai adjust kar lena hai or niche kuch option so karinge aapne move karna hai aapko ek option so karega mask click karna hai or apne split option select karke ganesh jii ki video ko sky mai adjust kar lana hai

6 step : Video adjust hone ke bad hamne jo video first mai aad kari thi uss video ko fir 1 or add karna hai video add karne ke liye overlay option open karna hai or video add kar leni hai fir video ko screen mai full size kar lena hai usske bad jo video add kari thi uss video par click karna hai niche kuch option so karinge aapne Remove background option par click karna hai or video ka background Remove ho jayega

6 step : Video mai music add karna music add karne ke liye niche extract audio ka option hoga open karke music video add kar leni hai

Aur aap is tarike se Instagram reels viral Thunder effect video edit kar sakte ho Agar aapko iss ka tutorial chahie to aap YouTube per Tech Lokesh search karke Video dekh sakte ho

Conclusion

Dosto ‘ reels Thunder effect video editing’ aapako post kaisa laga? aap aage kis tarah ke post hamare iss blog par padana pasand karana chaahate hain? agar aapki koi problem/question aap mujhe niche comment box mein poochh sakate hai. aur mein usaka reply jald he dene ki kosis karunga

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top