dhadkano mein tere geet hai mile hue reels editing | how to edit birds png video editing

Dosto aaj ki is post mein bnane wala hu instagram reels viral video editing ke bare mein agar aap Instagram reels use karte ho to aapne dhadkano mein tere geet hai mile hue reels to dekhi hogi agar aap dhadkano mein tere geet hai mile hue reel video Banakar reels per upload Karte Hain To aapki video mein Achcha Khasa response Aane Wala Hai To is post mein aapko Sab Kuchh Bata Rakha Hai last Tak padhna hoga

Join Telegram

1 Step : Video edit karne ke liye aapko VN app download karna hoga or SKY, BIRSD video neche aapko link mil jayega

2 Step : App download karne ke bad appko VN app open karna hai fir aapko plus i can par click karna or fir aapko new project open karna hai aap ke video or photo dikhaye  jayenge aapne 1 video select karni hai

3 Step : Or ab video ka sky chenge karna hai sky chenge karne ke liye sabse pehle video ko first move karna hai or site mai photos ka option hoga aapne click karke sky video add kar leni hai  or ab sky video ko sky mai adjust karna hai video ko adjust karne ke liye aapko video ka size sky mai adjust kar lena hai uske bad niche ke site kuch option dikhai de jayenge aapko move kar lena hai or last mai mask option so karega aapko click karna hai fir linear par 2 bar click karna hai or yha se video ke Background mai sky adjust kar lena hai

4 Step : Sky video adjust hone ke bad ab sky mai birds add karne hai birsd video add karne ke liye sabse pehle video ko first move karna hai or site mai photos ka option hoga aapne click karke birsds video add kar leni hai  or ab sky birsds video ko adjust karna hai video ko adjust karne ke liye aapko video ka size sky mai adjust kar lena hai uske bad niche ke site kuch option dikhai de jayenge aapko move kar lena hai or last mai mask option so karega aapko click karna hai fir linear par 2 bar click karna hai or yha se video ke Background mai birsds add kar sakte ho

5 Step : sky adjust hone ke bad ab video mai colour grading karni hai colour grading karne ke liye video ki layer par click karna hai or nich filter ka option hoga open karna hai bhohut sare filter show karinge aapne adjust par click karna hai or yha aap video mai colour grading kar sakte ho

6 Step : Or ab video mai music add karna music add karne ke liye site mai music ka option hoga open karke music video add kar leni hai

Aur aap is tarike se Instagram reels viral video edit kar sakte ho Agar aapko iss ka tutorial chahie to aap YouTube per Tech Lokesh search karke Video dekh sakte ho

Conclusion

Dosto ‘ sky video editing’ aapako post kaisa laga? aap aage kis tarah ke post hamare iss blog par padana pasand karana chaahate hain? agar aapki koi problem/question aap mujhe niche comment box mein poochh sakate hai. aur mein usaka reply jald he dene ki kosis karunga.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top