Hello dosto aaj ki is post mein sikane wala hu 15 august status video editing ke bare mai agar iss tarah ki Independence Day video bnate hai to aapki video amazing classic lagne wali hai or aap video ko apne whatsapp status ya facebook instagram par lga sakte hai is post mein aapko Sab Kuchh Bata Rakha Hai last Tak padhna hoga
1 Step : Video edit karne ke liye aapko VN app download karna hoga video or music neche aapko link mil jayega
2 Step : App download karne ke bad appko VN app open karna hai fir aapko plus i can par click karna or fir aapko new project open karna hai aap ke video or photo dikhaye jayenge aapne 2 video select karni hai jo apne download kari ho
3 step : Video add ho jane ke bad ab video mai cat lagane hai cat lagane ke liye sabse pehle video ko play karna hai jaha par black part dikhega black part ko cut kar lena hai apne video 3 cat karne hai jaha jaha par black ho
4 step : Video cut ho jane ke bad video ko first move kar lena hai or hamne jo first cut kiya hai uss par click karna hai upar 1 potion so karega replace click kar ke apni 1 photo add kar leni hai ya photo ko replace kar lena hai usske bad aapne sabhi cat mai photo replace kar lena hai
5 step : Or ab photos mai effect add karna hai effect add karne ke liye jo hamne first photo replace ki thi uss par click karna hai niche kuch option hunge aapne move karna hai last mai zoom ka option hoga open karna hai apne Zoom Out effect add kar lena hai ise tarike se cat hue photo mai zoom effect add kar lena hai or ab ek effect video bhi karni hoti hai effect video add karne ke liye site mai photos ka option hoga click kar ke effect video add kar leni hai
6 Step : Or ab video mai music add karna music add karne ke liye site mai music ka option hoga open karke music video add kar leni hai
Aur aap iss tarike se 15 august video edit kar sakte ho Agar aapko iss ka tutorial chahie to aap YouTube per Tech Lokesh search karke Video dekh sakte ho