birthday video editing kinemaster new | happy birthday video editing background | birthday video editing

Hello Dosto aaj ki is post main aapko batane wala hun ki aap happy birthday Status video Kaise banaa sakte ho Apne smartphone se  agar aap happy birthday video banana chahte hai to aapko Ek application download  Karni Hogi Jiska Naam Hai kinemaster Aap is App Ki madad se apni happy birthday video bahut hi Aasan tarike se bana sakte ho is post main aapko Sab Kuchh Bata Rakha Hai last Tak padhna hoga

Join Telegram

1 step: Birthday status edit karne ke liye aapko Ek application download karni Hogi iska naam hai kinemaster iss application ko Google Play Store se free mein download kar sakte ho Aur kuchh effect videos PNG unhen bhi download kar lena hai

2 step: Material download hone ke bad aapko kinemaster application open karni hai open hone ke bad aapke Samne normal Sa interface show Karega aapane plus lekin par click kar raha hai aur aapke Samne Kuchh size Show karinge aapane 9.16 is a frame ko select kar raha hai aur aap ki gallery open ho jayegi  aapane Kuchh photo add kar leni hai

3 step: Photo add Ho Jaane ke bad aap ko photo ki length chhutti kar leni hai aur photo ka size set karna hai size set hone ke bad ab photos mai  vigentte add karna hai vigentte add karne ke liye ye photo par click karnara  hai aur side mein kuch option so Karenge aapne last Chale jana hai hai aur vigentte option ko open kar lena

4 step: Aur ab Hame PNG aur effect videos add karni hai to Hame sabse pahle PNG add karni hai PNG add karne ke liye site mein option show kar raha hai layer click raha hai FIR aapko media per click kar raha hai gallery open ho jayegi aapane Jo candle ki PNG download kar rakhi hai usee select karna hai select hone ke bad Jo PNG Hai uski length lambi kar leni hai aur jo PNG wale Layer Hai FIR uss per click karna hai side Mein Kuchh option show Karenge niche chale jana hai fIr blending per click karna hai aur aapane yahan se screen select karna hai fir aapko is video ko save kar lena side option So Karega export click karne aur aapane video save kar leni hai

5 step: Video save hone ke bad Hamen kinemaster open karna hai aur Humne Jo video abhi save kar rahi thi use video ko fir add kar rahe hain To Ham video add Karte Hain video add karne ke liye aapko media per click kar rahe aur video add kar leni hai video mein aap ab vignette add karna hai add karne ke liye video per click kar karna  hai site Mein Kuchh option so Karenge Nichi Jaan Hai vignate wale option ko on kar lena hai or ab video mai  blur effect aad karan ahai blur effect aad karne ke liye layer kar click karna hai fir effect par click karna hai aapne yha se videi  blur effect karna hai

5 step: Itni video edit Ho Jaane ke bad ab video  per click karna hai site mein option show Karega 3 dot click kar raha hai aur aapane duplicate layer per click karna raha hai isase video ki 2 layer Ban Jayegi Aur ab video mein effect add karna hai to effect add karne ke liye Hame layer per click karna hai aur aur gallery open ho jayegi aapane effect video select kar leni hai video abb hone ke bad aapko effect Mein click karna  hai Kuchh option so Karenge aapane blending mein jana hai aur screen electric kar lena hai appne isse tarike  se birthday png or effect video add kar lane hai

or iss tarah se happy birthday status video bna sakte ho

Conclusion

dosto ‘ happy birthday status video post kaisa laga? aap aage kis tarah ke post hamare iss blog par padana pasand karana chaahate hain? agar aapki koi problem/question aap mujhe niche comment box mein poochh sakate hai. aur mein usaka reply jald he dene ki kosis karunga.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top