Har Har Shambhu Shiv Mahadeva Reels || Instagram Reels Video Editing in Capcut | tech lokesh

Dosto aaj ki is post mein sikhane wala hu instagram reels viral video editing ke bare mein agar aap Instagram reels use karte  ho to appne sambhu sambhu siva mahadeva reel video to dekhi hogi agar aap video Banakar reels per upload Karte Hain To aapki video mein Achcha Khasa response Aane Wala Hai To is post mein aapko Sab Kuchh Bata Rakha Hai last Tak padhna hoga

Join Telegram

1 step : Video edit karne ke liye aap ko 2 app download karne hunge jinka name VPN APP or CAPCUT App

apps
apps

2 step :Apps download karne ke bad Material download karna hoga jisse video edit karenge Material download karne ke liye aapko niche link mil jayega waha se aap download kar sakte ho

3 step :Video edit karne se pehle aap ko vpn connect kar lena hai or fir capcut app open karna hai

4 step : Capcut app open hone ke bad aapko sabse pehle 1 image backgroung add karna hai image backgroung add karne ke liye appko plus icon par click karna hai or aapke video photos so karenge appne backgroung select karke add kar lani hai

5 step : Backgroung add ho jane ke bad hame 1 video add karni hai jo apne record kari ho video add karne ke liye sabse pehle ovelay par click karna hai niche option mil jayeha overlay option open ho jane ke bad aapne video add kar lani hai

6 step : Or ab video background Remove karna hai background Remove karne ke liya niche kuch option so karinge aapne Remove background option par click karna hai or video ka background Remove ho jayega fir video ko screen mai adjust kar  lena hai

7 step : Video adjust ho jane ke bad black screen video add karni hai hand mai video add karne ke liye niche ovelay ka option hoga open karke video add kar lani hai or ab video ka  black effect remove karna hai black effect remove karne ke liye niche splice ka option hoga click karna hai or aapne lighten effect apply kar lana hai itni video edit ho jane ke bad video mai ek effect or add karna hai to aapko ovelay option open karke effect video add kar lani hai fir splice option click karke lighten effect apply kar lane hai

7 step : Video mai music add karna music add karne ke liye niche extract audio ka option hoga open karke music video add kar leni hai

Aur aap is tarike se Instagram reels viral video edit kar sakte ho Agar aapko iss ka tutorial chahie to aap YouTube per Tech Lokesh search karke Video dekh sakte ho

Conclusion

Dosto ‘ reels video editing’ aapako post kaisa laga? aap aage kis tarah ke post hamare iss blog par padana pasand karana chaahate hain? agar aapki koi problem/question aap mujhe niche comment box mein poochh sakate hai. aur mein usaka reply jald he dene ki kosis karunga.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top