Dosto aaj ki is post mein bnane wala hu reels viral video editing ke bare mein agar aap Instagram reels use karte ho to aapne waterfall reels video to dekhi hogi iss post main aapko waterfall viral video editing ke bare mein batane hu agar aap waterfall video video Banakar reels per upload Karte Hain To aapki video mein Achcha Khasa response Aane Wala Hai To is post mein aapko Sab Kuchh Bata Rakha Hai last Tak padhna hoga
1 Step : Video edit karne ke liye aapko VN app download karna hoga or waterfall video or music neche aapko link mil jayega
2 Step : App download karne ke bad appko VN app open karna hai fir aapko plus i can par click karna or fir aapko new project open karna hai aapke video or photo dikhaye jayenge aapne 1 video select karni hai
3 Step : Or ab sky mai waterfall video add karna hai video add karne ke liye sabse pehle video ko first move karna hai or site mai photos ka option hoga aapne click karke waterfall video add kar leni hai or ab waterfall video ko sky mai adjust karna hai video ko adjust karne ke liye aapko video ka size sky mai adjust full kar lena hai
4 Step : Waterfall video adjust hone ke bad jo video hamne first mai add kaari thi uss video ko add karna hai video add ho jane ke bad video ka size full kar lena hai fir video ki layer par click karna hai niche kuch option so karinge appne croma option par click karna hai or aapne sky mai waterfall video ko adjust kar lana hai video mai butterfly add karne ke liye site mai photos ka option ka option hoga click karne butterfly black video select kar lani hai video add ho jane ke bad video ka back effect hatana hai niche ek option so karega blening click karna hai or aapne screen ya lighting effect apply kar lena hai or iss tarike video se video mai waterfall , butterfly add kar sakte ho
5 Step : Or ab video mai music add karna music add karne ke liye site mai music ka option hoga open karke music video add kar leni hai
Aur aap is tarike se Instagram reels viral waterfall video edit kar sakte ho Agar aapko iss ka tutorial chahie to aap YouTube per Tech Lokesh search karke Video dekh sakte ho