Hello Dosto aaj ki is post main aapko batane wala hu the epic motion art reels viral video editing Kaise banaa sakte ho Apne smartphone se agar aap the epic motion art reels banana chahte hai to aapko Ek application download Karni Hogi Jiska Naam Hai kinemaster Aap is App Ki madad se apni the epic motion art reels video bahut hi Aasan tarike se bana sakte ho is post main aapko Sab Kuchh Bata Rakha Hai last Tak padhna hoga
1 step: The epic motion art reels edit karne ke liye aapko Ek application download karni Hogi iska naam hai kinemaster iss application ko Google Play Store se free mein download kar sakte ho Aur kuchh effect or videos unhen bhi download kar lena hai niche linck mil jayega
2 step: Material download hone ke bad aapko kinemaster application open karni hai open hone ke bad aapke Samne normal Sa interface show Karega aapane plus i can par click karna hai aur aapke Samne Kuchh size Show karinge aapane 9.16 frame ko select kar lena hai aur aap ki gallery open ho jayegi aapane 1 video add kar leni hai
3 step: video add Ho Jaane ke bad aapko video ka 1 capture le lena hai or iss capture ko erase karna hai aap kisi bhi app se erase kar sakte ho usske bad kinemaster fir open karna hai usse bad waterfall video add kar leni hai app ke adar fir hamne jo capture erase kiya the usse add kar lena hai
4 step: Capture add ho jane ke bad hamne jo video first mai add kari thi usee add kar lena hai fir video ka size full kar lena hai or ab video ka background erase karna video ka background erase karne ke liye site mai Magic remover option hoga click kar le video background erase kar lena hai
5 step Or ab green screen video add karni hai green screen video add karne ke liye site mai layer , media ka option hoga open karke green screen video add kar leni hai green screen video mai se green effect hatane ke liye site mai Chroma key option hoga open karke video mai se green ya blue colour hata sakte ho
6 Step : Or ab video mai music add karna music add karne ke liye site mai music ka option hoga open karke music video add kar leni hai
Aur aap iss tarike se the epic motion art reels video edit kar sakte ho Agar aapko iss ka tutorial chahie to aap YouTube per Tech Lokesh search karke Video dekh sakte ho